Skip to main content

Posts

Showing posts with the label aadat hai vo lyrics

Piya (Tanu Weds Manu OST)

Piya Tanu Weds Manu OST Singer(s): Roop Kumar Rathod Music Director: Krsna LYRICS Piya na rahe mann basiya, piya na rahe mann basiya Piya na rahe mann basiya sakhi re Piya na rahe mann basiya, piya na rahe mann basiya Piya na rahe mann basiya sakhi re Megh nahin biujri bann barse, mohe ek chama naahin arj ae Megh nahin biujri bann barse, mohe ek chama naahin arj ae Baathal sang kar ke jiya ra, bole jaa mann basiya Piya na rahe mann basiya, piya na rahe mann basiya Piya na rahe mann basiya sakhi re Aswan sang mora beh gaya kajra Utri mehndi, sookha gajra Aswan sang mora beh gaya kajra Utri mehndi, sookha gajra Mann basant ko patt jhadh kar woh Le gayo, le gayo, le gayo, le gayo rang, rang rasiya Piya na rahe mann basiya, piya na rahe mann basiya Piya na rahe mann basiya sakhi re Pal na kate ab sakhi re piya bin Neem sa kadwa laagey din Haye neem sa kadwa laagey ab din Uss pe yeh chanda haye chanda bhi bana sakhi sautan ki Chanda bhi bana haye sakhi sautan ki

Aadat Hai Voh (Patiala House - Lyrics & mp3) Hindi

Aadat Hai Voh (Patiala House OST) Singer: Vishal Dadlani Music: Shankar, Ehsaan & Loy Lyrics: Anvita Dutt Guptan Lyrics Khwaabon ke lifaafon mein Kisso mein kitaabon mein Fursaton ki baaton mein Arson se khayalon mein Thodi khoyi hui Kab se soyi hui Woh aadat hai voh Karwaton ki baahon mein Silwaton ki raahon mein Sehmi sehmi saanson mein Surmayi si baaton mein Zid si chhoote nahin Mujhse roothe nahin Woh aadat hai voh Woh dekhe jidhar, dole neeyat udhar Yeh mehka hunar, usne seekha kidhar Usko banane wala, kuch kuch toh behka hoga Jab bhi padi hogi nazar Chot banke kabhi, aise dil pe lagi Voh aadat hai voh Intezaaron mein rahoon Umar bhar main toh rukoon Dil ko kaise doon sukoon Uss se main ye keh sakoon Yun zubaan pe chadhi Mehngi jo hai padhi Woh aadat hai voh Woh dekhe jidhar, dole neeyat udhar Yeh mehka hunar, usne seekha kidhar Usko banane wala, kuch kuch toh behka hoga Jab bhi padi hogi nazar Chot banke kabhi, aise dil pe lagi Woh aadat hai voh Khwabon ke lifaafon m