Skip to main content

Posts

Showing posts with the label piya

Piya (Tanu Weds Manu OST)

Piya Tanu Weds Manu OST Singer(s): Roop Kumar Rathod Music Director: Krsna LYRICS Piya na rahe mann basiya, piya na rahe mann basiya Piya na rahe mann basiya sakhi re Piya na rahe mann basiya, piya na rahe mann basiya Piya na rahe mann basiya sakhi re Megh nahin biujri bann barse, mohe ek chama naahin arj ae Megh nahin biujri bann barse, mohe ek chama naahin arj ae Baathal sang kar ke jiya ra, bole jaa mann basiya Piya na rahe mann basiya, piya na rahe mann basiya Piya na rahe mann basiya sakhi re Aswan sang mora beh gaya kajra Utri mehndi, sookha gajra Aswan sang mora beh gaya kajra Utri mehndi, sookha gajra Mann basant ko patt jhadh kar woh Le gayo, le gayo, le gayo, le gayo rang, rang rasiya Piya na rahe mann basiya, piya na rahe mann basiya Piya na rahe mann basiya sakhi re Pal na kate ab sakhi re piya bin Neem sa kadwa laagey din Haye neem sa kadwa laagey ab din Uss pe yeh chanda haye chanda bhi bana sakhi sautan ki Chanda bhi bana haye sakhi sautan ki