Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Saat Khoon Maaf

Tere Liye (Saat Khoon Maaf OST)

TERE LIYE Saat Khoon Maaf OST Music - Vishal Bhardwaj   MY RATING - 8/10 LYRICS ( Translation ) Tere liye For You   Lafzon mein lamhon ki doliyan laaye hain, laaaye hain In words, I've brought palanquins of moments   Sheron mein khushboo ki boliyan laaye hain, laaye hain In couplets, fragrant words brought forth Humne sau saude kiye I made a hundred deals Tere liye tere liye For you, for you Aankhon mein na chubhe, taaron ki kirchiyaan The sparks from the stars , let em not touch your eyes Sheeshe ka aasman laaye hain I've brought a sky of glass, Tere liye for you Tere liye taare jade Heeron se bhi kitne bade For you, I wove stars mightier than diamonds Humne aasmanon mein Lakhon ke saude kiye I made deals worth of lakhs in the sky,   Tere liye tere liye for you, for you Halki si sardiyan aur saans garam ho   let there be a light winter and the breaths get warm   Shaamon ki shawl bhi thodi si narm ho The shawls be soft in the evening Tere liye kishmish chune, Piste chune

Saat Khoon Maaf (All songs)

Check out all songs from this album here - SAAT KHOON MAAF* *Note - the linked site or the audio is not the property of Reflectionsofindia, we are just providing a third-party link for viewers to check,listen or download mp3.   Directed by Vishal Bhardwaj Produced by Ronnie Screwvala Vishal Bhardwaj Written by Matthew Robbins Vishal Bhardwaj Based on Susanna's Seven Husbands by Ruskin Bond Starring  Priyanka Chopra Neil Nitin Mukesh John Abraham Irrfan Khan Aleksandr Dyachenko Annu Kapoor Naseeruddin Shah Vivaan Shah Music by Vishal Bhardwaj Cinematography Ranjan Palit Editing by A. Sreekar Prasad Distributed by UTV Spotboy VB Pictures Pvt. Ltd. Release date February 18, 2011 (2011-02-18) Country - India Language - Hindi Patiala House mp3, Patiala House dvdrip, Patiala House full movie no download, Patiala House torrent no download, Patiala House Bollywood Movie review, Patiala House box office revenue collection Saat khoon maaf mp3, saath khun maaf

Awaara (Saat Khoon Maaf OST - Lyrics & Mp3)

Awaara (Click here to listen to mp3*) 7 Khoon Maaf Singer: Master Saleem Music: Vishal Bhardwaj Lyricist: Gulzar *Note - the linked site or the audio is not the property of Reflectionsofindia, we are just providing a third-party link for viewers to check,listen or download mp3. Lyrics  Awaara awaara Awaara awaara awaara Awaara awaara Awaara awaara awaara Hawa pe rakhe sookhe patte, awaara Hawa pe rakhe sookhe patte, awaara Paon zameen pe lagte hi udh lete hain dobara Awaara awaara awaara Na shaakh jude, na jadh pakde Na shaakh jude, na jadh pakde Mausam mausam banjara Awaara awaara awaara Awaara awaara awaara Jhonka jhonka yeh hawa Hoo jhonka jhonka yeh hawa Roz udaaye re Jaaki daar gayi woh toh beet gaya Jaaki maati gayi waka meet gaya Koi na bulaaye re Rut rang liye aayi bhi gayi Muthiyan na khuli berang rahi Sookha patta banjara Awaara awaara awaara Awaara awaara awaara Haule haule yeh hawa Haule haule yeh hawa Khel khilaaye re Khole dhoop kabhi, ghole chhaon kabhi Kabhi pan

O'Mama (Saat Khoon Maaf OST - lyrics & mp3)

O' Mama (Click here to listen to mp3*)   Saat Khoon Maaf OST Singers: K.K, Clinton Cerejo Music : Vishal Bhardwaj Lyricist: Gulzar Lyrics O' Mama, O' Mama O' Mama, O' Mama Dil se hi ab sochta hai dil mera, O' Mama, O' Mama Sar ko aksar nochta hai dil mera, O' Mama, O' Mama Ab khair toh nahin, koi bair toh nahin Dushman jiye mera, woh bhi gair toh nahi Jo dil gaya gaya O'Mama, O'Mama O' Mama, kanche maare Billi jaisi, aankhon wali Ik myaun si ladki O' Mama, O' Mama Unghe kabhi, sunghe kabhi Jhanke kabhi, aaun kabhi Kabhi jaaun si ladki O' Mama, O' Mama Aise dabe paon aaye woh ki chaap na ho O' Mama, O' Mama Khwaab mein mil jaaye lekin woh khwaab na ho O' Mama, O' Mama Umeed toh nahin phir bhi umeed ho Koi toh iss tarah, aashiq shaheed ho Koi gaya gaya O' Mama, O' Mama O' Mama, kanche maare Billi jaisi, aankhon wali Ik myaun si ladki

Bekaraan (Saat Khoon Maaf OST - mp3,lyrics & meaning)

Bekaraan (Click here to listen to mp3*) Saat Khoon Maaf OST Singer: Vishal Bhardwaj Musi: Vishal Bhardwaj Lyricist: Gulzar MY RATING - 8.1/10   LYRICS Bekaraan hai bekaraan Aankhein bandh keejay na Doobne lagey hai hum Saans lene deejay na Bekaraan hai bekaraan Aankhein bandh keejay na Doobne lagey hai hum Saans lene deejay na La ilaha illallah Ik zara chehra, udhar keejay inayat hogi Ik zara chehra, udhar keejay inayat hogi Aap ko dekh ke badi der se meri saans ruki hai aap ko dekh ke Badi der se meri saans ruki hai Bekaraan hai bekaraan Aankhein bandh keejay na Doobne lagey hai hum Saans lene deejay na Bekaraan hai bekaraan Aankhein bandh keejay na Doobne lagey hai hum Saans lene deejay na Ik zara dekhiye toh, aapke paaon tale kuch toh, kuch toh atka hai kahin Waqt se kahiye chale, udti udti si nazar, mujhko choo jaaye aa gaye Ek tasleem ko har baar, meri aankh jhuki hai Aap ko dekh ke badi der se meri saans ruki hai Aankh kuch laal si hai, raat jaage toh nahi Raat jab bijli gay

Darling (Saat Khoon Maaf OST - lyrics, mp3 & Translation) Hindi

DARLING (Saat Khoon Maaf) Music - Vishal Bhardwaj Singer - Rekha Bhardwaj & Usha Uthup MY Rating - 8/10 LYRICS ( Translation ) Darling aankhon se aankhen chaar karne do roko na roko na mujhko pyaar karne do bekaif hain bahara, bechain jaane yaara bulbulon ko abhi intezar karne do Darling aankhon se aankhen chaar karne do.. Darling.. let our eyes meet....don't stop me, let me make love, Spring is indifferent, The desire restless..let the canaries wait in line... Darling.. let our eyes meet.... Darling sorry tujhe sunday ke din zehmat hui Darling milna tera fazle khuda rehmat hui Darling sorry tujhe aate hue zehmat hui Darling milna tera fazle khuda rehmat hui, rehmat hui Darling...sorry that you had trouble on a sunday you met with salvation...you had t rouble while coming darling, khadim hoon shehzadi ko tayaar karne do beqaraar beqaraar hai qaraar karne do dil e yaar dil e yaar ikhtiyaar karne do Darling, I'm the servant, I must get the princess