Saat Khoon Maaf OST
Singer: Vishal Bhardwaj
Musi: Vishal Bhardwaj
Lyricist: Gulzar
MY RATING - 8.1/10
LYRICS
Bekaraan hai bekaraan
Aankhein bandh keejay na
Doobne lagey hai hum
Saans lene deejay na
Bekaraan hai bekaraan
Aankhein bandh keejay na
Doobne lagey hai hum
Saans lene deejay na
La ilaha illallah
Ik zara chehra, udhar keejay inayat hogi
Ik zara chehra, udhar keejay inayat hogi
Aap ko dekh ke badi der se meri saans ruki hai aap ko dekh ke
Badi der se meri saans ruki hai
Bekaraan hai bekaraan
Aankhein bandh keejay na
Doobne lagey hai hum
Saans lene deejay na
Bekaraan hai bekaraan
Aankhein bandh keejay na
Doobne lagey hai hum
Saans lene deejay na
Ik zara dekhiye toh, aapke paaon tale kuch toh, kuch toh atka hai kahin
Waqt se kahiye chale, udti udti si nazar, mujhko choo jaaye aa gaye
Ek tasleem ko har baar, meri aankh jhuki hai
Aap ko dekh ke badi der se meri saans ruki hai
Aankh kuch laal si hai, raat jaage toh nahi
Raat jab bijli gayi, darr ke baagey toh naye kya laga
Jaane kya sochke iss baar meri aankh jhuki hai
Aap ko dekh ke badi der se meri saans ruki hai
Bekaraan hai bekaraan
Aankhein bandh keejay na
Doobne lagey hai hum
Saans lene deejay na
Aankhein teri bekaraan (aankhein bandh keejay na)
Aasman hi aasman (aankhein bandh keejay na)
Bekaraan hai bekaraan
Aankhein bandh keejay na
Doobne lagey hai hum
Saans lene deejay na
La illallah
*Note - the linked site or the audio is not the property of Reflectionsofindia, we are just providing a third-party link for viewers to check,listen or download mp3.
Bollywood, Saath khoon maaf, saat khoon maaf songs, saat khoon maaf mp3, 7 khoon maaf, bekaraan translation, bekaraan mp3 no download,saat khoon maaf no mp3 no download, bekaraan meaning lyrics,bekaraan lyrics
Comments